Android Mobile Me Ads ( Advertisment ) Ko Kaise Hataye? (Without Root)

Hi Friends. Aaj Mai aapke Liye Android se Related Trick Laya Hu. Ajj Mai aapko Es Post Me Btayoga Kaise aap aapne Android Mobile  Me Ads  Advertisement (Advertisment) Ko Hata Sakte Hai.




android mobile me advertisment  ads kaise hataye
android mobile me advertisment ads kaise hataye




Android Phone Ajj Kal Ke Jamane Me Bahut Useful Ban chuka Hai. students Ho Chahiye Koi Bussiness Man ajj Kal Sabse Pass Android Phone Hai. Or Wo aapna Sab Kam Phone Me Karte Hai. Ajj Ke Jamane Me aap Jo Kuj Bi Sikhna chhate Hai Wo Phone Se Sekh Sakte Hai.





To dosto aapne Dakha Hi Hoga Jab aapne Mobile Ka Data On Karte Hai. Ya aap App/ Game chalate Hai To aapke Mobile Me Faltu Ki Ads ( Advertisment )Jiske Karan aapka Dhyan Or Side Chala Jata Hai Or Jo kam aap Kar Rhe Hote Hai Usme aapko Pareshani aati Hai.





Ya aap aapni Famly Ka Sath aapne Android Mobile Par Video Ja Koi Movies Dakahte Hai MX Player Me To aapne Dakha Hoga Waha aapko Gandi Gandi Ads ( Advertisment ) Show Hoti Hai Jiske Karan aapko Problem aati Hai.





To Ajj Mai aapko Yahi Btane Wala Hu Kaise Aap aapne Android Mobile Me Ads Ko Hata Sakte Hai. Or Bina Kaisi Pareshani Se aap aapna Kam Kar Sakte Hai.





Read Also









Adguard App Se Ads ( Advertisment ) Block Kaise Kare





Dosto Yeh App Wo Hai jisse aap Android Mobile Me Aane Wale Ad Ko Block Kar Sakte Hai. Aapne dakha Hoga Jab aap Koi Game Ja Koi App Use Karte Hai To Osme Ads Show Hoti Hai Jiske Karan aapko Game Ja App Use Karne Me Parshani Hoti Hai.





Ab aap Yeh Soch rhe Hoge Ki Ads Block Ke Liye To bahut Sare App Hai. Nhi Dosto Yeh App Kuj Khass Hai Eski Khass Bat Yeh Hai ki esko aap Without Root aapne android Mobile Me Use Kar Sakte Hai. To Chaliye Jante Hai Kaise Use Karte Hai Esko









Adguard App Se Ads ( Advertisment ) Ko Kaise Block Kare Step By Step





Adguard App Ki aap Khas Baat To Jan Chuka Hai ki Yeh Without root Work karta Hai. es app Ko Use Karne Ke Liye apko aapne android Phone Ko Root Karne Ki Koi Jrooort Nhi Hai Without Root aap Ads Ko Block Kar Sakte Hai. To Chaliye Dosto Step By Step Jan Lete Hai Kaise Adguard App Ka Use Karte Hai.





Step 1. Sabse Pehle aapne Android mobile Me Adguard App Download Kare Download Karne Ke Liye Niche Diya Download Button Par Click Kare.





Download





Step 2.  Download Karne Ke Baad Use open Kare.









  1. Fist Image disabled Likha Hoga Ospar Click Kare
  2. ab aap dekhe Ge Waha  Enabled Ho chuka Hoga Eska matlb ab aapke mobile Me Ad block Ho Chuki hai.
  3. Side Me Kuj Setting Hai aap Ab Blocker Me Jakar Konsi Konsi App ki Ads block Karni Hai Ye Bi Kar Sakte Hai.
  4. Firewell Me Jakar aap Chahe To app Ka Data Block Kar Sakte Hai.




To Es Tarah aap aapne Android Mobile Me Ads ( Advertisment ) Ko Hata ( Block ) Kar Sakte Hai Or Bina Kaisi Problem Ke aap apna Kam Kar Sakte Hai aapne Android Mobile Se.





Hum aapke Liye Asee Hi Tricks Tips Lakar aate Rahage aap Hamre Site Daily Visit Karte Rehna aapko Yaha Daily Kuj Na Kuj Nya Sikhne Ko Milega.





To Dosto Kaisi Lagi aapko Android mobile se advertisment ads dikhana kaise hataye Yeh Post Hume comment Karke Jroor Btaye Agar aapka Koi Swal Hai To ap Hume Comment Karke Puch Sakte Hai. Es Post Ko Social Media Par Share Karna Na bhule.


Post a Comment

0 Comments