Android Mobile Me Automatic Call Record Kaise Activate Kare

Hi friends. Ajj Mai aapko Es Post Me Btayoga Kaise Android Mobile Me Automatic Call Record Kaise Activate Karte Hai. To Dosto Yeh Feature To Mobile Me Pehle hi Hota Hai.

[caption id="attachment_716" align="aligncenter" width="300"]Call-record Activate Kaise Kare Call-record Activate Kaise Kare[/caption]

Magar aapko Pta Nhi Hota Eski option Kha Hoti Hai Kaise Esko Enable Karte Hai. To Es Liye Ajj Mai aapko Es Post Me Eske Bare Me Btayoga Kaise Esko Activate Karte Hai. To Dosto kiya Hota Hai Kai Bar hume Call Record karni Ki Jroort Pad Jati Hai. To Eske Liye Agar aapko eske Bare me Pta Hoga Tabi aap Call Reccord Kar Sakte Hai To mere Mobile Ka Version lollipop Hai To Es Lai Esme Pehle Se Yeh Feature Hai

Mera Mobile Ka Version Lollipop Hai To Esme Automatic Call Record Option Pehle Se Hi hai. To Esko Kaise Kaise Activate Karna Hai Wo Mai aapko btaduga. Agar aapke Mobile Me yeh option nhi V Hai To V aap Tenshan Mat Lo Uski V mai aapko Ek trick btayoga To Chaliye Jante Hai Eske Bare Me.

 

 

 Automatic Call Record Kaise Activate Kare





Mere mobile Ka Version Lollipop hai To usme yeh Option Pehle Se Hi Hai. Yaha Mai aapko Lollipop version Ke Mobile me Btayoga Kaise  Automatic Call Record Kaise Activate Karte Hai. To chaliye Dosto Jante hai Step By Step





Step 1. Sabse Pehle aapne Mobile Ke Dial option Me Jaye.




Step 2. Uske Baad aapko Setting Me jana Hai.








  1. Three Dott Par Click Kare

  2. Setting Par Click Kare.





Step 3.  Uske Baad aapko Automatic Call Record Ko Activate Karna Hai.







  1. Call Settings Par Click Kare

  2. Auto Call Record Par Tik Karde.





Ab aap Jo V Call Karte Hai Wo Automatic Record Ho Jayegi. To ab Soch Rhe Hoge Wo Call Kaise Suni Hai To Chaliye dosto Record Call Kha Save Hotii hai Wo Pta karte Hai.






Step 5. aapne File Manager me Jaye. Or Intenal Storege me Jaye.




Uske Baad Waha Ek folder Hoga CallRecord Waha aapki Sabi call Hogi Waha Se aap aapni record Call Sun Sakte Hai.




Method 2


To Dosto Agar aapke Android mobile me yeh option Nhi hai To aap Automatic Call Recorder Apk Download Karke yeh Feature aapne Mobile Me Pa Saktte Hai. To chaliye Dosto Eske Bare Me Jante Hai.


Step 1. Sabse pehle Automatic Call Recorder App aapne Android Mobile Me Download Kare. Download Karne Ke liye Niche Download Button Par Click Kare.


Download Now


Step 2. Uske Baad Es App ko open kare. Open Karne Ke Baad yeh Automatic Activate Ho Jayega. uske Baad aap Jo V Call Krage Ya aapko Jo V call aayegi Wo aapne Aap Record Ho jayega.


Step3. Ab aap Soch Rhe Hoge Record Call Kha Save Hoti Hogi.??


ab aapne Jo Automatic Call Recorder  app Download kiya Tha To Uske aap open Karege To Waha aapko Record Call mill Jayegi



Es Automatic Call Recorder  app  Ka Yeh Faida hai Ki yeh  Automatic aapki Call Record Date & Time Ke Sath karta hai. aap jab Chahe aapni Record Call Dakh Sakte hai. Aur Kis Time aapne Call Ki Yeh Sab Bta deta Hai.


I Hope aapko yeh Post Jroor Pasnd aaayi Hogi Agar aapka Koi Swal hai To aap comment karke Puch Sakte Hai. Aur Sath  Hi Es Post Ko Social Media Par Share jroor Kare

Post a Comment

0 Comments