Google Map Me Aapne Ghar Ko 3D Me kaise Dakhe

Hi Friends :- ajj Mai aapko Btayoga Google map Me aapni City ya ghar ko 3d Me kaise Dakte hai. To chaliye Dosto jante Hai Eske Bare Me.

 

Google Map

Abi Thora time pehle hi google map Ne Yeh Feature Lunch Kiya hai. Yeh Bahut Intersting Feature hai mai Kehta hu aapko Yeh Ek Bar jroor Try karna Chahiye. Pehle To Hum gooogle Map Me 2g Me aapni City ghar Ko Dakhte The Magar ab google Ne EK Aur App Lunch Kiya Hai Jo Bahut Intersting Hai jisme Hum aapne Ghar ja koi V city Ko 3D View Me Dakh Sakte hai. To chaliye Dosto jante Hai Eske Bare Me

Read Also

 

Google Map Me Aapne Ghar Ko 3D Me kaise Dakhe


to Uske liye Dosto Sabse Pehle aapko aapne Mobile Me Ek App Download Karna hai Jo google Ne abi thore time Pehle Hi Lunch Kiya Hai. Us App Ka name Hai Earth Google To chaliye Dosto jante Hai Yeh kaise Work Karta hai.

Step 1. Sabse Pehle aapne Android Mobile Me Earth Google App Download Kare. Download karne Ke Liye Niche Download button  Par Click kare.

Download Now


 

Step 2. app Open Kare. open karne Ke Baad aapne Samne Kuj Es Trah Ka Page aayega aap Search Icon par Click Karke koi V city Search kare



jaise maine Hoshiarpur city Search Ki Hai.



 

Step 3.  City Search Karne Ke Baad Usko ZOOM Kro. Yeh 2D view dikh rhaa Hai..

  • 3d Me Dakhn eke Liye 3D Par Click Kare.




To Trah aapko 3D View Dikhega.



To Es Tarikee Se aap Koi v City Ghar Ko 3d View Me Dakh Sakte Hai. to Dosto Hai Na Yeh intersting Feature

To Dosto Kaisi lgi aapko yeh Jankri hume Comment Karke Jroor Btaye Agar aapka Koi Swal hai To aap Hume Comment karke Puch Sakte hai. aur Es Post Ko Social Media par Share Karna Na bhule

Post a Comment

0 Comments