Facebook Page Verify Kaise Kare ! Fb Page Verified Trick Ultimate Guide

FB Verify Kaise kare. Facebook Page Verify Kaise karte Hai. Ajj Mai aapko Sikhne Wala hu Fb Page Par blue Tik kaise Lgate hai. To Dosto facebook Ke Bare me to aap Sab log jante Hi hai. facebook Ek Bahut popular Social App Hai. facebook page verify karane ke tarikeAjj kal Sab ka facebook Par Account Bhi Hai. To Ajj Mai aapko Btane Wala Hu Facebook page Verify Kaise karte Hai. Dosto Waise To facebook page Verified Available Nhi Hai. Magar Mai aapko Ek Trick btayoga Jiski madad Se aap India Me Fb page ko verify Bna Sakte Hai. Dosto aapka Jada time nhi Leta Huya Hum Trick Ki Baat Karte Hai.

Facebook Page Verify Kya Hota hai?


Facebook Verify Page Mean aapke Page Par Ek blue Color Ka Tik Icon Ban Jata Hai. Jiski verify Page Ki Pachan Hoti Hai.

Facebook Verified Page Ke Faide ?



  • Blue Badge Karne ke Baad aapka Page Professional Dikhega.

  • aapka Page Celebrity Ki trah dikhega. Jaise Actor, Singer, Kisi Femoss Bande Ka Hota hai.

  • aapke Fb Page Par Like v Badayege.

  • inse Wo Logo ko bahut faida Hoga jo facebook page Se Paise Kamana chahhte Hai.


Facebook page Verify Kaise Kare.


Step By Step Bta Rhaa Hu facebook Page Ko verified Kaise Banate hai. To chaliye Dosto jante Hai Facebook Page verify Banane Ki Kya trick Hai.

Step 1. Sabse Pehle aapko Fb New Id create Karni hogi Wo ID India Server par Nhi bnani Wo Id aapko United States, Japan, Ya Other Country Ke Server Par Bnani hai.

Step 2. United States Par Id Bnane Ke Liye aap VPN Ka Use Kare. Uske liye aap aapne Android mobile HOla VPN Ka Use Kar Sakte Hai. Or Agar aap PC User Hai to aap chromo Broswer Me Zenmate Extension Ka Use Kar Sakte Hai. Hola VPN aap Play Store Par Search Karke V Install Kar Sakte Hai.

Download Hola VPN 


Step 3.  ab VPN Install Karne Ke Baad Usme aap Japan Ya united States Ka Server Connect karle.  Or fer Fb Id Create kare.

Step 4. fer aapka facebook Account bnane Ke Liye Gmail Ja Mobile number Ki Jroorat Hoti Hai.Uske liye aap Groove Ip App Ka use Kar Sakte hai. Groove Ip app me aapko united States Ka number milega Wo aap Fb ID Me Dal Kar Verify Kare. Es trah aapki Fb Id United Stats Ke Server Par Ban Jayegi

Step 5. fer aapko Us ID Me Page create karna Hai.

Step 6.  facebook Page Verify Karane Ke liye usme aapko united States Ki Detail Dalni hai. Jaise Kisi Femas Shop ki Detail Dal Sakte Hai Uske Liye aap google Par Search kare.

Step 7. Ab Jab aapka Fb Page Ban jayega Uske Baad aapko aapne Page Par like Bhi receved Karne Hoge kyoki Bina like Ke Facebook page verify nhi Hoga.

Step 8. Ab 5-6 Din Wait Kare Uske baad aapko Facebook verify Page Ki option Show Hone Lgegi. aap fb Setting general Me Dakh Sakte Hai.

Step 9 Usme aapko number Add karne Ko Bola Jayega aap Groove Ip app me jo number hai United ka Wo Dalna Hai Uske Baad Call Par click karna hai.

Step.10 fer aapko Groove Ip app  Ki Trah Se Call aayegi usme aapko code Btaya Jayega Wo Yaha Dalna Hai.

To Es Trah Dosto aap aapna Facebook Page Verify kar Sakte Hai Agar Dosto aapko koi v Probelm aati Hai too aap comment kare.

***

Post a Comment

2 Comments

  1. Hello
    Very nice article.
    Keep up the hard work

    ReplyDelete
  2. Nice article Bro aap ne bahut achi Information share ki hai.

    ReplyDelete

Thanks For Commenting On Your Family ! Yes Blog Name Is Indian Hindi Readers So All Is Our Blog Family Members.