New Facebook Page Kaise Banaye? Naye Facebook Page Ki Setting Kaise Kare?

Dear Readers, Swagat hai aapka phir ek baar. Kuch Log Apne Business Ya Phir Blog Hetu New Facebook Page Banakar Use Yuhi Chhod Dete Hai, Kyoki Vo ISki Setting Me Bare ME Kuch Bhi Jaanate Nahi Hai. Aap Jab Tak Apne Face book Page Setting Sahi Tarike Se Nahi Karenge Tab Tak Aapke Likes Increase Nahi Honge. To Friends Aaj Ki Post Me Isipar Discuss Karane Vale Hai Ki Sahi Se Facebook Page Ki Setting Kaise Ki Jati Hai.

Friends Agar Aapne ab tak Facbook page nahi banaya hai to yah kafi aasaan hai. अगर Facebook Account aapne banaya hai to usse bhi kam samay me aap Face book page bana sakate hai. Kafi Saare Log Bhi facebook search KArate Hai Iski Particular Sahi Setting Kaise Ki Jaa Sakati Hai.

> Read Also - Kya Aap Facebook Website Founder Mark Zuckerberg Ko Block Kar Sakte Hai?

Aaj Mai aapko facebbok page ki setting karane ke baare me kuch jaankari dunga. Face book Page Setting karana behad aavashyak hai. aap ye post padhakar sahi tarah se good facebook setting karana sikh sakate hai.


Facebook Page Setting

 

Facebook Page Ki Setting Kaise Kare?


Sabase pahale aapko ek unique facebook username chunna hoga.
Friends First Step Me Aap Face book Page user name select karna sikhenge. Simple username chunne ke liye ( www.facebook.com/yourpage me username hai - yourpage. www.facebook.com/yourpage Me user name hai - yourpage ) select karana behad important step hai. Is user name ki madat se kisi bhi facebook user ko Facebook link share karane me aasaani hoti hai.

Uske Baad Facebook Page Me Login Kare Aur Naye Page Me Login Kare.

  • Uske Baad Left Side Me Create Page @username Par Click Kare.


 
Facebook Page Setting


  • Uske Baad Image Anusar 1. Me User Name Likhe. 2. Create Username Par Click kare.
    IS Prakar Se User Nem Bhi Create Ho Gaya . जैसे मैंने लिखा है .- bcginhindipage To Ab MEra URL Hoga. www.facebook.com/bcginhindipage.


 

> Read Also - Google Adwords Kya Hai , Ye Blog Ya Website Ke Liye Kyu Jaruri Hota Hai.

facebook website Page Par Logo (PHoto) Upload Karana.


Friends Step 2 Me Aap Koi Photo Ya Phir Koi New Logo Apne Facebook Page Par Lagaye. Photo Ki Size Aap
(180px*180px ) Rakhate Hai To Behad Sahi Rahega.


  • Ab Login Me SE New Page Ko Open Kariye.


 
Facebook Page Setting

 

  • 1.उसके बाद साइड बार में फोटो आइकॉन पर क्लिक करे . 2. upload photo पर क्लिक करे .

  • उसके बाद एक फाइल खुल जायेगी , फोटो चुने और ओपन पर क्लिक करे . और Save पर क्लिक करे .अब आपका फोटो भी सेव हो गया . 



स्टेप : 3 :- अपने फेसबुक पेज में एक cover photo एड करे .

FAcebook Cover Photo Add Karana Bhi Utna Hi Jaruri Hai Kyoki Iske Bina Sara Hard Work Bekar Rahata Hai. Cover Page Face book Page Ki Read Ki Haddi Hoti Hai.




  • FAce book Log in Kare Aur Facebook Page Ko Open Kare.


 
Facebook Page Setting


  • 1. Add a Cover पर क्लिक करे .2. और Upload photo/video पर क्लिक करे.

  • अब फोटो को सेलेक्ट करे और open पर क्लिक करे . और save पर क्लिक करे . अब आपका Cover photo एड हो गया .


स्टेप : 4 :- अपने पेज हेतु विवरण एड करना .

Apne Page Ko Popular Banane Hetu Discription Add Karana Behad Jaruri Hai Jise Aapko KAbhi Nahi Bhulna Chahiye.



  • SAbase Pahale Face book Login Kare Aur New Page Ko Open Kare.

  • USke Baad add a short description Par Click Kare.


Facebook Page Setting


  • Ab EK Naya Page Khulega. Usme 1. Apne Page Ka Vivaran Dale. 2. save Par Click Kare. Ab Aapka Vivaran Add Ho gaya.


 

Contact US Button Facebook Page Par Add Kare.

contact us Ka Button Add Karane Par Bhi HAmare Facebook Page Ko Kafi Jyada Fayda Hota Hai. us button ke madhyam se Log HAmase Sampark Karate Hai.


  • Sabase Pahale Facebook Login Kare Aur Facebook Page Ko Open Kare.

  • + Add a Button Par Click Kare.


 

 

  •  Ab EK Window Khulega  1.Par Click Kare 2. Par Click Kare .

  • Ab Apne Blog KE Contact Page Ka Url Daale.

  • Add Button Par Click Kare.





I Hope Mujhe Lagata Hai Aap Sahi Facebook Page Banana Sikh Gaye Honge. Isi Prakar Ki Jankari Ke liye Blog Ko Subscribe Jarur Kare.

Post a Comment

0 Comments