Top 5 Keyword Optimization Keyword Research Tools- Best Keyword Planners Ultimate Guide

Welcome Readers, Aaj Ke Article Me Ham Aapko Guide Karenge Ki Keyword Research Ke Liye Kounse Keyword Finders Tools Hai Jinki Madat Se Bahut Hi Jald Aap Apni Website Ya Blog Ko Achhi Rank Par Laa Sakate Hai. Aksar Newbies Bloggers Blogging Me Kafi Hard Work Karate Dikhai Dete Hai. Lekin Jab Tak Vah SEO Ke Liye Acche Keywords Ka Isteml Nahi Karate Hai Tab Tak Blogging Me Safal Nahi Hote.Top 5 Best Keyword Research Tools


New Bloggers Hamesha Mehanat Karke Blog Banakar Usme Daily Kuch Na Kuch Post Karane Ki Koshish Karte Hai . But Vo Post Jab Google Search Engine Me Top Par Nahi Aati Hai To Vah Bahut Jyada Sad Ho Jate Hai Or Unki Sari Mehanat Par Pani Fir Jata Hai . Kuch Bloggers Ko SEO Ke Bare Me Jankari Na Hone Ki Vajah Se Unka Talent Bhi Unhe Dokha De Jata Hai. Keyword Research Tool Ka Istemal Karna Behad Jaruri Hai Agar Aap Blogging Se Acchi Income Karna Chahate Hai To Keyword Reaserch Karna Sikhiye.


Hame Post Karne Se Pahle Post Search Engine Optimization Kaise Kare Yah Sochana Jaruri Hai SEO Ke Liye Best Keywords Research Karne Padte Hai. Chaliye Ab Janate Hai Keyword Finder Ke Liye Aur Keyword Optimization Ke Liye Kounse Behatar Keyword Research Tools Hai.


Top 5 Best Keyword Research Tools.




  • Google Keyword Planner.


Google Adwords Keyword Planner Ka Istemal Aaj Sabase Jyada Keyword Research Karane Ke Liye Kiya Jata Hai. Isiliye First Me Google Keyword Planner Tool Ko Preperence Diya Gaya Hai. Sabase Behatar Aur Satik Jankari Ke Liye keyword research tool Me Iska Damkham Har Koi Janata Hai.



  • SemRush.


Keyword Ranking Tool Me SemRush Ka Bhi DamKham Badhane Laga Hai. SemRush Free Aur Paid Keyword Research Tool Hai Iski Madat Se Bhi Aap Keyowords Ki Monthly Searching, Beed Ki Puri Jankari Pa Sakate Hai Aur Un key words Ko Apne Article Me Shamil Kar Sakate Hai.

  • KWFinder.


Long Tail Keywords Find Karane Ke Liye KWFinder Keyword Research Tool Behad Istemal Kiya Jata hai. KWFinder Long Tail Keyword Research Tool Trend, Keyword Search Volume, CPC Ki Sahi Jankari Deta Hai.

  • KeyWordTool io.


Best Keyword Research Tools Ki List Me Keyword Tool Ka Bhi Number Aata Hai. Google’s Keyword Planner Ka Istemal Karane Vale Har Bloggers Ko Keyword Research Ke Liye Keyword Tool Ka Istemal Karana Chahiye Kyoki Long Tail Keywords Find Karane ke Liye Aur Keyword Extraction Ke Liye Yah Best Hai Lekin Isme Sirf 750 Google Keywords Free Me Find Kar Sakate Hai.

  • Moz Keyword Explorer.


Moz Keyword Tool Keyword Research Karate Samay Relative Keywords Ki CTR, Organic Results, Volume, Keyword Difficulty Or SERP Dikhata Hai.
Aaj Mai Jis Best Keyword Planner Tool Ke Bare Me Information Share Karna Chahta Hu Us Keyword Planner Tool Ko Google Adwords Keyword Planner Tool Ke Nam Se Jana Jata hai . Is Keyword Research Tool Ko Kafi Bloggers Use Karte Hai Unmese Se Mai Bhi Ek Hu .


Don't Worry Friends Keyword Research Ke Liye Is Keywords Planner Ka Use Karna Aap Start Karoge To Aapko Iske Bare Me Sari Information Milti Jayegi. Extra Jankari Ke Liye Mai Sidhe Aapko Guide Karunga Ki Free Google Adwords Tool Ka Istemal Kaise Kare.


Google Adwords Keyword Planner Tool Kya Hai?


Ye Google Ka Ek Aisa Tool Hai .Jisse Madhyam Se Ham Apne Targeting Keyword Ki Monthly Searches Or Competition Jan Sakte Hai . 1st Me Google Ka Aik Google Keyword Planner Tool Jisko Ab Google Ne Band Kiya Hai Usme Keyword Ki Puri Planning Show Hota Tha. Ye Bhi Kafi Accha Hai , But Google Ke Us Tool Se Accha Nahi Hai . Isme Keyword Research Karne Ke Liye Aapko Kuch Rules Follow Karne Hote Hai . Chaliye Jante Hai Un Points Ke Bare Me.

Blogger Theme Ko Upload Kaise Kare .



  1. Aap Google Adwords Keyword Planner Tool Par Direct Keyword Search Nhi Kar Sakte Uske Liye Aapko Google Adwords Ka Account Banana Hoga Yani Google Adwords Sign In Hona Padega .

  2. Ye Tool Mostly Un Logo Ke Liye Hai . Jo Blog Ya Website Se Paisa Kamana Chahate Hai . Because Ye CPC Bhi Janch Karta Hai Ki Kis Keyword Par Click Karne Par Kitna Paisa Milega .

  3. Google Adwords Me Keyword Planning ( Research ) Ke Alava Bhi Kuch Cary Hote Hai. Jise Aap Google Adwords Kya Hai Post Padhkar Jan Sakte Hai .


Ab Aap Google Adwords Keyword Planner Tool Ke Bare Me Jan Gye Hai . Ab Mai Aapko Seo Ke Liye Google Adwords Keywords Planner Tool Ka Use Kaise  Kare Ke Bare Me Bataunga .


SEO Ke Liye Google Adwords Keyword Planner Tool Ka Use Kaise Kare


Google Adwords Keyword Planner Tool Ke SEO Use Ke Bare Me Full Information Ke Liye Step By Step Follow Kare.



  1. Sabse Pahle  Apne Browser Me Type Kare - https://adwords.google.com/home/tools/keyword-planner/ Ya Fir Google Adword Keyword Tool Par Click Kare .

  2. After , Agar Aapne Google Adwords Ka Account Banaya Huaa hai , To Sign In Kare Nahi To New Account Create Kare .

  3. After That Find New Keywords And Get Search Volume Data Ke Just Niche Search For New Keywords Using A Pharas , Website And Category . Button Par Click Kare .

  4. Your Product Of Service : Yha Par Apna Target Keyword Daliye .

  5. Your Landing Page : Old Post Ka URL Yha Dale Jiske Keywords Ke Bare Me Aap Information Chahte Hai . Anytha Empty Rahne de .

  6. Your Product Category : Yha Apni Manpasand Category Choose Kare Ya Fir Jaise Hai Vaise Hi Rahne De .

  7. Get Ideas : End Me Yaha Click Kare .


 
Top 5 Best Keyword Research Tools


After That Jaise Hi Aap Get Ideas Par Click Kronge Aapko In Keywords Ke Bare Me All Information Show Hogi . Jaise Maine Keyword Me Jio Phone Add Kiya Hai . But Get Ideas Par Click Karne Ke Bad Isme Other Keyword Jaise Lyf Mobile , Reliance Jio etc . Inse Releted Keywords Show Hote Hai .


Best Keyword Research Google Adwords Keyword Planner Tool


Yha Upar Aap Aasani Se Dekh Sakte Ho Ki Isme Keyword Ke Bare Me All Information Di Hai . Aise Hi Aap Apne Blog Me Target Keyword Ki Information Lekar Use Post Me Add Kar Sakte Hai .

Ab Aapne Google Adwords Keywords Planner Ke Bare Kafi Kuch Sikh Liya Hai . Aap Is Post Ke Bare Me Swal Jawab Hetu Comment Jarur kare .


I Hope Ki Top 5 Best Keyword Research Tools Ke Bare Me Yah Article Aapko Pasand Aaya Hoga. Isi Ke Sath-Sath Google Keyword Tool Free Istemal Kaise Kare Yah Bhi Jaan Chuke Honge. Isiprakar Ki New Search Engine Optimization Se Judi Har New Post Ki Jankari Pane Ke Liye Blog Ko Subscribe Kare Tatha Post Ko Social Media Me Jarur Share Kare.

************




Post a Comment

1 Comments

  1. बहुत ही उम्दा लेख .... शानदार प्रस्तुति .... Thanks for sharing this!! :) :)

    ReplyDelete

Thanks For Commenting On Your Family ! Yes Blog Name Is Indian Hindi Readers So All Is Our Blog Family Members.