Hi Friends Aaj mai aapke Liye EK Or Trick Laya Hu. Es Trick Me Mai aapko Bataunga "All Sim Balance Transfer Code List 2021' Ke Bare MeAgar aapke Phone me Balance Khatam Ho gaya Hai. Or aap kisi Or peoples ke Mobile Se aapne mobile Ma Main Balance Transfer karna Chahate Hai To Uske Liye aapko Sabhi Sim Ke USSD Code Pata Hona Jaroori Hai.





All Sim Balance Transfer USSD Code List
All Sim Balance Transfer USSD Code List




Niche diye gaye USSD Code ki Help se Sim balance Ko aapne mobile Me Transfer Kar Sakte hai. Es Post Me Mai aapko Lagpag Sabi mobile company Ke Sim Ke USSD Code Bataunga Jiski Madad Se aap Sim Balance easily transfer Kar Sakte hai Other Sim Me. Vodafone, Idea, reliance, Airtel, Sabi Sim Ke Code Mai aapko Niche Bataye Hai.





Duniya Behad Badi Hai Babu Moshay Lekin mobile me amount balance rakhana utna hi kathin hai. samay hai janane ka kaise in mobile operators ne apne sim se dusare sim me atirikt rashi ko bhejane ki suvidha di hai. read kare pure article ko or janiye sabhi ussd code list ko.





All Sim Balance Transfer Code List 2021.





Dosto Mobile Balance bhejne ka Feature Lagbhag Sabi Company Deti hai. Bas aapko unke Mobile Rashi Bhejne Ka USSD Code Ka Pata Hona jroori Hai. Par Har Company Balance Dusare Mobile Me Bhejane ke Liye Alg Alg Charge Leti Hai. jo aapko pay Karna hota hai. To chaliye Dosto jante Hai Sabi company Ke Sim Balance Transfer Karne Ke USSD Code Kya Hai.





User hamesha sochate hai ki kaise Prepaid Mobile Sim Balance Transfer kare Dusare sim me. Mobile Balance transfer service aapko apane mobile balance account ke shesh raashi ko kisee dusare mobile khaate mein tranfer karane ki suvidha pradaan karate hai.





Aap jaanate hain ki in mobile operators dvara mobile sim balance na hone par kaise minus rashi dikhata hai. so yesi emergency sthiti me kabhi jaruri call nahi ho pati. yese samay me agar aapka friend aapse mobile balance transfer karane ki request kare to aapko uske mobile me ussd code ki madat se apne khate ka shesh rashi ka kuch hissa bhajena aana chahiye.





Is Article Me ham kuch popular network ussd codes ki jankari de rahe hai jaise Airtel Balance Transfer, Idea , Aircel Reliance Jio Balance Transfer, or other network balance transfer code list etc jo india me work karate Hai.





How To Transfer Balance From One Mobile To Another.





Idea To Idea Sim Balance Transfer USSD Code
Idea To Idea Sim Balance Transfer USSD Code.




1.Idea To Idea Balance Transfer Kaise Kare.





Ideal To Idea Rashi Bhejane Ke Liye *576*<Amount>*<Receiver Mobile number># Code ko Dial Karna Hoga. Code Ko Dial Karne Ke Baad aapka mobile Balance Other Sim Me Transfer Ho jayega. Mobile Bal... Transfer karne Ki company Kuch Charge Leti hai. Jisko Maine Niche Bataya hai.





Note :- 





  1. aap ek din me 5 bar Bal.. Transfer kar Sakte Hai.
  2.  aap 5rs Se 10rs Tak Bal.. Transfer kar Sakte Hai.
  3. aapko bal... Transfer karne Par 2RS  Service Tex Dena Hoga.




2.Airtel To Airtel  Balance Transfer Kaise Kare.





Airtel To Airtel Sim Balance Transfer USSD Code
Airtel To Airtel Sim Balance Transfer USSD Code.




  1. Sabse Pehle aapne Mobile Me *141# Dial Kare
  2. Uske Baad Share Talktime Ki Option par Click kare
  3. Uske Baad Kitna Amout Transfer karna Hai Wo dial Kare.
  4. Kis Number Par Bal.. Transfer Karna Hai Wo Number Enter Kare
  5. Uske Baad aapka BAlance us khate me Transfer Ho Jayega.




Important Note :- 





  1. Bal... Transfer karne ke liye aapke Mobile Me Minimum 10rs Balance Hona Jroori Hai.
  2.  aap 5 Se 10rs Tak Bala.. Transfer kar Sakte Hai.
  3. Ek Month Me 30 bar Bal.. Transfer Kar Sakte Hai.




3. Vodafone To Vodafone Balance Transfer Kaise Kare.





Vodafone To vodafone Sim Balance Transfer USSD Code
Vodafone To vodafone Sim Balance Transfer USSD Code.




Vodafone To Vodafone Balance Bhejane Ke Liye aapko aapne Mobile Me *131*<Enter Amount*<Mobile Number> Dial Karna Hoga Uske Baad aapka mobile amount transfer Successful  Ho jayega. Bal... Transfer Karne Ke Liye Company Kuj Charge Leti hai. Jisko Maine aapko niche Btaya Hai.





Important Note :- 





  1. 5rs se 30rs Tak Bal... Transfer kar Sakte hai.
  2. 1 Din Me 1 Number Par 1 Hi Bar Balance bhej Sakte Hai.
  3. 1 Din Me 3 Bar Bal... Transfer kar Sakte Hai.
  4. Balan.. Transfer Karne ke Liye aapki Sim 90Day Purani Honi Chahiye.




4. BSNL TO BSNL Balance Transfer Kaise Kare.





BSNL To BSNL Sim Balance Transfer USSD Code
BSNL To BSNL Sim Balance Transfer USSD Code




BSNL TO BSNL Balance Transfer Karne Ke Liye aapne Mobile Me Message Box Open Kare. Gift<SPACE><Etner Reciver Mobile Number><SPACE><Amount> Message Type Kare. Or 53733 Ya 53738 Par Sent karde. Uske Baad aapka BSNL Balance aaram se Transfer Ho jayega. Dhyan Rahe iske liye bsnl ne koi ussd code lounch nahi kiya hai.





Note :- 





  • Sim 3month Old honi Chahiye.
  • Ek Din Me 5rs Se 50rs Tak BSNL Sim Balance bhej Sakte hai.




5. TATA DOCOMO To TATA DOCOMO Balance Transfer Kaise Kare.





TATA DOcomo Balance Transfr Karne Ke Liye aapne Mobile Me Message Box Open Kare. BT<SPACE><Etner Reciver Mobile Number><SPACE><Amount> Message Type Kare. Or 54321Par Sent karde. Uske Baad aapka Bal.. Transfer Successfully Ho jayega.





Tata Docomo To Tata Docomo Sim Balance Transfer USSD Code
Docomo To Docomo Sim Balance Transfer USSD Code.




Note :- 





  1. aap 5rs Se 50rs Tak Bal.. Transfer kar Sakte Hai.
  2. aapki SIM 3 month Old honi Chahiye.
  3. Ek Din Me 3 Bar Bal... Transfer Kar Sakte Hai.




6. Aircel To aircel Balance Transfer kaise Kare. !





Aircel To Aircel Sim Balance Transfer USSD Code
Aircel To Aircel Sim Balance Transfer USSD Code.




  1. Sabse Pehle Dial Kare *122*666# 
  2. Uske Baad pop Up Page Open Hoga. Usme Amount Enter Kare.
  3. Number dal Kar Sent Karde. uske Baad aapka Bal.. Transfer Ho jayega.




 Note :- 





  1. Ek Din Me 1 bar Bal... Transfer kar Sakte hai.
  2. 10rs Se 100rs Tak Transfer Kar Sakte Hai.
  3. aapki SIM 90 Din Purani Honi Chahiye.




7. Telenor To TeleNor Balance Transfer Kaise kare.




Telenor To Telenor Sim Balance Transfer USSD Code
Telenor To Telenor Sim Balance Transfer USSD Code




Uske liye aapko *202*<Enter Amount>*<Mobile Number># Dial karna Hoga. Uske Baad aapka Balance us khate me Transfer Ho jayega. Bal.. Transfer karne Ke liye Company 2rs Charge leti hai.





 Note :- 





  1. Bal... Transfer karne ke Liye 2rs Service TEX Dena Hoga.
  2. 5rs Se 10rs Tak Bal.. Transfer kar Sakte hai.




8. Reliance To Reliance Balance Transfer Kaise Kare.




Reliance To Reliance Sim Balance Transfer USSD Code
Reliance To Reliance Sim Balance Transfer USSD Code




  1. dial Kare *321*3#
  2. Uske baad Mobile number Enter Kare.
  3. Amount Enter Kare.
  4. Uske Baad aapka Bal... TransfeSuccessfully Ho jayega.




Note:- 





  1. 5rs Se 50rs Tak Bal.. Transfer kar Sakte hai.
  2. SIM 90Din Old honi Jroori Hai.
  3. Ek Din Me 3Bar Bal.. Transfer kar Sakte hai.




9. Reliance To Reliance Balance Transfer Kaise Kare.




Reliance Jio Sim Balance Transfer Karane Ke Liye aapke mobile me MY Jio App Hona Jaruri Hai Kyoki Reliance Jio Operator apne is official application ki help se hi sabhi services run karata hai. Jio yah telecom sector ka fastest internet service provider company hai jo hamesha new-new mobile data plans aur calling plans behad hi cheap rate me lata rahata hai.





  1. Sabase pahale MyJio App Install Kijiye apne smartphone me.
  2. application install hone par MyJio App on kijiye.
  3. Sign in with SIM par click kijiye.
  4. ab apne aap hi Jio App Dashboard login hone par open ho jayega.
  5. Ab Top left side me diye gaye Menu bar ko select kijiye.
  6. My Vouchers option ko open kariye
  7. ab kisi ek Jio plan ko pahale apne mobile number par via Paytm, credit card, Debit Card or net banking add kijiye.
  8. ab aapko Voucher ke rup me jio balance trasnfer benefits milenge iske liye koi sim balance ussd code working me nahi hai.
  9. Transfer button par click kare aur instructions ko follow follow kijiye.




> Read - Wifi Hack Kaise Kare Without Root In Hindi.





To Dosto Es Tarah se aap Kisee bhi Mobile number Par SIM Balance Transfer kar Sakte hai. Maine aapko Es post me All Sim Balance Transfer USSD Code 2021 Ki Jankari Di Hai. Sabhi company Ke Code Bataye Hai. Yeh Post aapko kaisi lagi hume comment me Jaroor btaye Es Post Ko Social Media Par Share Jaroor kare. Isi prakar ke article daily apne email inbox me pane ke liye HindimePadhe ko Subscribe Kare.





***