To Dosto aapne Bi Dakha Hoga. jab aapke Friends apko Picture Tag Karte hai To aapko Ohn ki notification aati Rehti Hai. Jiske Karn aap bahut Pareshan Hote Hoga. To Dosto Tenshan Mat Lo Ajj mai aapko Es Post Me Yehi Btayoga Kaise aap facebook Tag Ko Band Kar Sakte Hai. Aur ap Bina Taging Sahaseya KE Facebook Use kar Sakte hai. To Dosto Chaliye jante Hai Kaise Esko Band Karte Hai.
Read Also
- Facebook Se Paise kaise kamaye Full Guide
- Wifi Hack Kaise Kare Without Root 2017 { 100% Working }
- Play Store Se Paid App Free Me Kaise Download Kare
- Bina Admin Ke Whatsapp Group Me Friends Ko Add Kaise Kare
- 10 Best Hacking Apps For Android Free Download In Hindi
FAcebook Tag Ko Kaise Band Kare
To Dosto Facebook Tag Ke Bare Me To aap Log Jan Chuke Hoge Kiya Hoti Hai Taging. Jab aapke Friends aapko Image Tag Karte Hai To ap Image aapki Timeline Par Show Hoti Hai. Jiske Karn Ohni Image aapke Friends Ko Show Hoti Hai. To Hum aaj Es Post Me Es Ke Bare Me Baat Kar Rhe hai Kaise Esko Hataye Jata Hai. Aur aap Bina Pareshni bina Taging Ki Samaseya Se aapni Facebook Id Chala Sakte Hai.
Step 1. Sabse Pehle aapna Facebook Me Jakar aapni Facebook Id Login Kare.
Step 2. Uske Baad Niche Setting & Privacy Likha Hoga Waha Click Kare.
Step 3. Uske Baad Timeline & Tagging Likha Hoga Waha Click Kare.
2. Uske Baad Ek Page Open Hoga. Usme aapko Kuj Setting Ko On Karna Hai. Acche Se Samjne Ke Liye Niche Screenshot Dakhe.
- Yaha aapko on Karna Hai.
- Yaha Bi On Karde.
Ab aapki Timeline Setting Ho gyi Hai. ab aap Bina Kisi Pareshni Ke aap aapni Facebook Id Chala Sakte Hai. Aur Jo aapke friends aapko Photo. Ststus Tag Karte Hai Wo Ab Nhi Kar Sakte. Kyoki aapne Timeline Tagging Ko Block Kar Diya Hai.
Last Words.
To Dosto Umid Karta Hu aapko Yeh Post Jroor Pasnd aayi Hogi agar aapko Hamare Site Ke Tips Tricks Use Karne Me Koi Bi Problem aati Hai Too aap Hume Comment Karke Puch Sakte Hai. Aur Kaisi Lgi apko Yeh Wali Post Hume Comjment Karke Jroor Btaye. Aur Es Post Ko Share Karna Na Bhule.
0 Comments
Thanks For Commenting On Your Family ! Yes Blog Name Is Indian Hindi Readers So All Is Our Blog Family Members.