To Dosto Instagram Bahut Jaldi Popular Hone Wala App Hai ab bahut Sare Log Instagram Use Karte Hai Kyoki Esme aap Photo Ke Sath Video V Upload Kar Sakte hai. Es Ke Sath Sath ab Instagram Par Ek New Feature aaya Hai aap Instagram Par Live Chat V Kar Sakte Hai Agar aapko Nhi Pta Instagram Par Live Chat Kaise Karte Hai To Mai aapko Uske Bare Me V btayoga Pehle hum Jan Lete Hai Instagram Se Video Aur Photo Ko Kaise Download Kiya Ja Sakta Haii. mai aapko 2 Method btayoga Jise aap Video/ Photo Download Kar Sakte hai. To Chaliye Doto Jante Hai Eske Bare Me.
Read Also
- Apne Android Phone Ki Screen Dusre Ke Phone Par Kaise Chalaye.
- How To Verify Facebook Account In Hindi { Latest Trick }
- Instagram Par 1 click me 200 Ko Unfollow kare { Latest Trick }
Method 1.
Instagram Se Video Photo Download karne Ke Liye aapko Play Store se App Download karna hoga Us App Ka Name Hai Instasave Yeh App Bahut Popular Hai. Eski Rating 4:5 hai to chahiye Dosto Jante hai Yeh Work kaise Karta Hai.
Step 1. Sabse Pehle Instasave App ke aapne Android Mobile Me Download Karke Download Karne Ke Liye Niche Download button Par Click kare.
Download now
Step 2. Instasave App Ko Open Kare. uske Baad aapko Instasave ki Setting Ko On Karna Hai.
- Instasave App me Ek button Hoga usko On Karde.
Step 3. Uske Baad aap Instagram Open Kare. jis video Ko Download karna chahte Hai. Usko Open Kare.
- Video Ko Open Karne Karne Ke Baad uper 3 Dott Hoge Us Par Click Kare. jaise Screenshot me Dakhya giya Hai.
Step 4. Uske Baad Copy Share URL Par Click Karde.
- Uske Baad aap Notification Panel me Jaker Dakh Sakte Hai aapki video Download hona Start Ho gi Ho Gi.
- To Es Trah hi aap Instagram Par Photo Ko Download kar Sakte Hai.
Method 2.
To Dosto Instagram Se Photo Download Karna To Bahut Easy hai Uske Liye aapko Koi App Download Nhi Karni Hogi Shyad aap Wo Pehle Se Hi Jante Hoge. To Chaliye Dosto Jante Hai Image Download Karte Hai.
Step 1. Sabse Pehle Jo Photo aap Instahram Se Download Karni Chahte Hai Uska Screenshot Lele.
Uske Baad Us Photo Ni Crop Kar Le.
To Es Tarike Se aap Photo aapne Mobile Me Save Kar Sakte Hai.
Instagram Se Video Download Kaise Kare.
Uske Liye aapko Ek App aapen Android Mobile Me Download Karni hogi. To Chaliye Dosto Jante Hai Us app Ke bare me.
Step 1. Sabse Pehle aaapne Android Mobile me Easydownloader App Download Kare Download Karne Ke Liye niche Download button Par Click Kare.
Download Now .
Step 2. Uske Baad App Ko Open Kare Aur aapna Instsagram Username And Password Dal Kar Login Kare.
Step 3. ab Jo aap Video Download karna Chahte Hai Waha Par Tinn Dont Hoge Waha click Kare.
ab aage Ka Process Bahut Easy Hai Koi V Es App Se Video Download Kar Sakte Hai Easy Hai Video Download Karna Koi Badha Kam Nhi hai aap Khud Use Kare aapko Samj aa Jayegi.
To Dosto Es Trah aap Instagram Se Video Aur Photo Download Kar Sakte hai. To Dosto Kaisi Lgi aapko Yeh Jankari Hume Comment Karke Jroor Btaye Agar aapka Koi Swal Hai To aap Comment Kare Es post Ko Share Jroor Kare
0 Comments
Thanks For Commenting On Your Family ! Yes Blog Name Is Indian Hindi Readers So All Is Our Blog Family Members.