Computer Basics की Samanya Jankari जो Basic कंप्यूटर यूजर को Jarur Padhani Chahiye.

Welcome Readers, Aaj Ham Aapko Computer Basics Ki Samanya Jankari Batayenge! Hamare Hisab Se Computer Ka Naam Sabhi Logo Ne Suna Huwa Hai. Bahut Se Log Computer Ko Ek Hi Machine Batate Hai Jo Sab Kuch Kar Sakata Hai.

Wait Bhai Lekin Computer Sabh Kuch Nahi Bahut Kuch Kar Sakata Hai. Isiliye Basic Computer Course Karake Kuch Nahi Hota Practical Karna Jaruri Hota Hai यहाँ मिलेगा कंप्यूटर का खजाना, कंप्यूटर का ज्ञान.

Computer Basics Ki Jankari- Learn Computer Skills

Computer Ek Electric Machine Hai. Isme Jodna, Ghatana, Guna Karana, Baag Karane Ke Alava Bhi Ananya Sadharan Kary Kiye Ja Sakate Hai Jinhe Samaj Pana Shayad Ab Kisi Ke Liye Sambhav Ho Paye. In Sabhi Computer Basics Me Hone Vale Kamo Ko Data Processing Bhi Kahate Hai. Chaliye Janate Hai Kuch Aur Computer Ke Baare Me.

Computer Basics Class 1st "Data Kya Hai"?


Basic Computer Training Me Nahi Bataya Jata Ki Data Kya Hota Hai. Isiliye Pahale Data Ke Baare Me Jaan Lena Aavashyak Hota Hai. Koi Bhi Aaitam Ke Baare Me Kisi Bhi Likhi Ya Computer Me Store Ki Huyi Jankari Ko Data Kaha Jata Hai.

Jaise Hamane Ek Copy Kharidi, Us Copy Ka Muly, Uska Vet, Uske Page Etc. Data Do Prakar Ke Hote Hai.

कंप्यूटर क्या है हिंदी में जानकारी kitane log pasand karate hai iska saboot to hame mil chuka hai because yesi searches कंप्यूटर की पूरी जानकारी कंप्यूटर क्या है कैसे काम करता है आदि puri khabar de deta hai iski kitani need hai karake.




So iisliye कंप्यूटर की पूरी जानकारी हिंदी में aur कंप्यूटर की बेसिक जानकारी पढ़ने में आपका मन चाहता है. पहले यह अग्रेजी को हिंदी में पूछकर What is Computer Hindi में इसका सबूत मिलता है तो वाही hinglish मे Computer Ki Jankari Hindi Me searches देख कर पता चलता है.




आखिर कंप्यूटर किसे कहते हैं इन हिंदी और इसकी विशेषता क्या है इसकी पूरी की पूरी कहानी कंप्यूटर की बेसिक जानकारी, कंप्यूटर की परिभाषा यह सारे संक्षिप्त शब्दों को आप भूल जाइये because यह एक एसा भूल-भुलैया है जो अधूरी जानकारी देता है.


कंप्यूटर की विशेषताएं अनंत है इसके आप सब कुछ कर सकते है जो सोचा ही नहीं जा सकता. jab pahali baar aap computer chalayenge to aapko iska ehsas ho hi jayega.



Introduction To Computer Data In Hindi-



  • Sankhyatmak Data.


Anko Vaale Data Ko Sankhyatmak Data Kaha Jata Hai, Jaise 0,1,2,3,.....9 Aadi. Aur Inke Sath Symbols Jaise +, -, @, # etc. Sankhyatmak Data Dvara (Jadna, Ghatana, Guna Karna Aur Bhaag Dena Aadi Kriyaye Ki Jati Hai.

  • Chinhatmak Data.


Computer Basics Ki Jankari Me Chinhatmak Data Ka Bhi Behad Role Hai Jaise Ank, Shabd Aur Chinh Inka Prayog Karna Chinhatmak Data Kahalata Hai. Jaise Kisi Vyakti Ka Naam Lena Hai "Bunty" Aadi. Is Prakar Me Jodne, Ghatane Ke Jaisi Kriyaye Nahi Ki Ja Sakati.

Suchana & Data Processing ! 

  • Suchana -


Computer Basics Ki Jankari Me Upyogi Data Ko Computer DA=ata Ko Computer Ki Bhasha Me Suchana KAha Jata Hai. Ham Sabake Paas Bahut Saare Datao Ka Bandar Hota Hai Parantu Vah Hamare Liye Hamesha Upyogi Nahi Hota, Kyoki Data Alag-Alag Bikhare Huye Avyavasthit Tathy Hai Jinse Koi Nirnay Nahi Liya Ja Sakata.


कंप्यूटर के बारे में जानकारी हिंदी में - 


Example Ke Tour Par Ek KAksha Me Padhane Ladko Ki Alag- Alag Age Hamare Liye Data Hai, Parantu Hame Us Kaksha Ki Ausat Age Ki Jarurat Hai. Ham Datao Ko Ikathha Isliye Karate Hai Ki Usme Se Suchana Nikal Sake.


Iske Liye Hame Data Par Kuch Vishesh Kriyaye Karani Padhati Hai, Example Vidhyarthiyo Ki Alag-Alag Age Pata Karane Se Pahale Ham Un Sabki Age Ko Jodenge, Phir Sabhi Chhatr Ginenge Aur Last Me Age Ke Yog Me Chhatro ki Ginati Bhhag Denge. Isse unki Ausat Age Nikal Aayegi.

Alag-Alag Students Ki Age Hamare Liye Keval Data Hai, Iski Tulna Me Ausat Age Hamare Liye ADhik Upyogi Hai Isiliye Vah Chunana Hota Hai.

कंप्यूटर की पूरी जानकारी हिंदी में



  • Data Processing -


Data Se Suchana Nikalane Ke Liye Hame Bahut Pyar SE Kriyaye Karani Padhati Hai. Un Sab Computer Basics Ki Kriyayo Ko Data Processing Kaha Jata Hai. Data Processing Ham Page, Pen Lekar Haath Se Bhi Kar Sakate Hai.


Lekin Aajakal Computer Basics Ki Computer Electronic Machine Hai, Isiliye Sari Kriya Ko Electronic Data Processing Ya EDP Kaha Jata Hai. Alag-Alag Age Ki Ausat Age Nikalne Ke Liye Hame Jodna, Ginanaa, Bhhag Dena etc. Kary Karane Pade To Unhe Processing Kaha Jata Hai.

Computer Vs Human!




Aapko To Pata Hi Hoga Ki basic computer skills Hona Aaj Ke Samay Me Kitana Jaruri Hai. Computer Dvara Logo Ko Bahut Sara Kaam Karate Dekhakar Sochate HOnge Ki Inme Brain Bahut Hoga. Lekin VAstav Me Computer Basics Ki Janakari Se Pare Computer Me Ek Chiti Ke Barabar Bhi Brain Nahi Hoti.


Bhai Computer Fundamentals Yahi Hai Vah Matr Kisi Operator Dvara Diye Gaye Aadesho Ko Palan Karata Hai Itne Me Hi Computer Bahut Kaam Kar Leta hai. Hame Har Koi Chota Ya Bada Kaam Karavane Ke Liye Computer Ko Aadhesh Dena Padhata Hai.


Bina Aadesh Diye Vah Kuch Bhi Nahi Kar Sakata, Computer Basics Ki Yahi Jankari Aapko Samaj Leni Hai Ki Hamare Aadesho Par Computer Kaisa Kaam Karata Hai.


Agar Aapne Galat Aadesh Diya To Vah Kuch BHi Nahi Kar Sakata Aur Sare Work Galat HOnge. Basic Computer Knowledge Hone Par Sahi Aadesh De Sakate Hai Aur Bahut Bade Bade Kaam Computer Se Kar Sakate Hai Jo Behad Acchi Kalaa Hai.



कंप्यूटर की सामान्य जानकारी.

Computer Vs Calculator. 
Aaj Ka Yug Computer Yug Hai To Aapko Computer Knowledge Hona Behad Jaruri Hai, Kuch Log To Computer Ko Ak Acchi Quality VAla Calculator Samajate Hai. Bhai Esa Nahi Hai Calculator Me Keval Jodna, Ghatana, Guna Karna Aur Bhhag Dena Jaisi Samany Ganitiy Kriya Hi Kar Sakate Hai.

Jabki Computer Me Isse Kai Jyada Adhik Kaam Kiya Jata Hai. Jo Kaam Calculator Me Diya Jata Hai use Save Nahi Kar Sakate Jabaki Computer Basics Me Save Karake Data Ka Bhandar Rakha Ja Sakata Hai.


Computer Vs Typerwriter.


Bahut Se Log Computer Ko Typewriter Ka Bada Bhai Ya Koi Choti-Moti Printing Machine Manate Hai. Yah Kahana Galat Hai Typewriter Me Aap Ek Baar Type Karake Adhik Se Adhik 4 Ya 5 Page Ki Carbon Copy BAna Sakate Hai. Iske Ulta Computer Me Ek Baar Type Kiye Article Ko Saikado Panno Ki Print Nikalva Sakate Hai Tatha Isme Sudhar Kar Sakate Hai.


Computer Basics Ki Jankari Conclusion.

basic computer classes Ke Mukable Apne Aap Practical Karane Se Aap Jald Sikhenge Agar Is Duniya Ke Sath Kadamo Se Kadam Milakar Chalana Hai To Aapko Basic Computer Skills Test Ke Bina Computer Ki Puri Jankari Hona Behad Aavashyak Hai.

Aasha Karate Hai Computer Basics Ki Puri Jankari Yah Article Aapko Pasand Aaya Hoga. Agar Computer Skills Classes Lena Pasand Hai To Aap Hamare Sath Article Share Kar Sakate Hai Jise Publish Karake Duniyabhar Me Apna Naam Kama Sakate Hai. कंप्यूटर की सम्पूर्ण जानकारी Agar Yah Post Aapko Pasand Aayee Ho To Social Media Me Jarur Share Kare. Isiprakar Compter Ki Jankari Ki Agli New Post Ke Liye Blog Ko Subscribe Jarur Kare.

***

Post a Comment

0 Comments