Top 10 Self Care Tips जानिए हिंदी मे. Self Care कैसे करना करनी चाहिए १० टिप्स.




Dear Readers, Aaj ke article me aap janenge khud ki care kaise karani hai Top 10 Self Care Tips ke bare me. Dosto Ham aaj aapse ek bat share karna chahate hai jo behad jaruri hai. Aap roj dekhate honge ki aapse bahot si eisi galtiya ho jati hai jo aapko lagta hai ki aapko nahi karne chahiye thi. Top 10 self care ideas

Lekin aapki lakh koshisho ke bawjood bhi bar bar wahi galtiyan karte hai or apne aap ko koste hai. Waise esme dekha jaye to aapki koi galti nahi hai. kyoki vo aapki subconscious mind me phit ho jane ki vajah se aapki habit ban chuki hai.

> Read Also - 12 Health Tips In Hindi जिन्हें आपको अवश्य पढ़ने चाहिए

iske karan aapse ek hi type ki galtiyaan bar bar hoti hai, To ab aap chinta mat kijiye kyoki agar aapko lagta hai ki logo ne meri sunni chahiye ya logo ne meri care karni chahiye to pehle aapko apni khud ki care karna sikhna padega.

To chaliye aaj dekhte hai kuchh eise hi self care tips jo apko andar bahar se badal denge lekin aapko ye bariki se samajna hoga tabhi aap aapne aap ko badal paoge. To ye hai wo 10 self care tips jo aapki personality development karne me aapko madat karenge.

Top 10 self care ideas In Hindi.



  • Sabase pahale stress management ke liye aapko jo galat lagta hai vah nahi karna hai.


Ham bahot bar eisa kam karte hai jo hame galat lagta hai or uske vajah se hame nirasha aa jati hai. jaise example ke taur par dekha jaye to whatsapp aapko pata hai ki whatsapp par vohi ghise pite massage aate hai or aapka bahot jyada time kha jate hai.

lekin phir bhi aap whatsapp Massanger par bar bar massages dekhate rahate hai jiski vajah se aapka kam ka jaruri time usme chala jata hai or bad me aapko pashtava hota hai. to isiliye dosto agar aap ko koi cheez galat lagti hai to use turant chod dijiye phir bad  me dekhiye ki ye bat aapko kitni faydemand sabit hogi.




  • Jo aap kehna chahte hai vahi kahe.


Bahot bar eisa ho jata hai ki hame bolna kya hota hai our ham bol kya dete hai. kabhi jyada bolne ki jarurat ho to ham kam bolte hai our agar kabhi kam bol ne ki jarurat ho to ham jyada bol dete hai. isiliye hame soch samajh kar jaha jitna bolne ki jarurat hai utna hi bolna chahiye na jyada na kam our kam se kam shabd me jyada se jyada bolne ki koshish kare.


Dhyan rahe agar aap esa nahi karate hai to aapki hi mental health kharab hone lagegi jisse aage chalkar aap meditation nahi kar payenge jinpar aapko karni chahiye.

  • Logo ko khush rakhna band kare.


Ham aksar hame jo accha lagta hai vo karne ke bajaye jo logo ko accha lagta hai vah karte hai. lekin eisa karne se aap apna bahot bada nuksan karte hai. yah kis tarah ki self care hai aapko kyoki yah aaki zindagi hai our iske fayde nuksan aapko hi sahne hai. last me ek hi sach hai logo ko khush karna chhod kar aapko jo accha lagta hai vahi kare.

  • Apne bhitar ki aavaj sune.


Ab aap kahoge bhitar ki aawaj kya hoti hai? to aapne bhitar ki aavaj matlab jab aap kisi duvidha me ho to aapko andar se ek cheez karne ka man karta hai lekin aap vo cheez karne ke bajaye bahari natiza dekhkar cheeze karte hai. isiliye jo aapke andar ki aavaj kahe vahi karna behtar hai. top 10 self care tips me aapke liye yah sabase bada leason hai.

  • Apne aap ko kosna band kare.


Kya aap stress relief chahate hai? bhai aakhir koun nahi chahega Tanavyukt jivan. apne aap ko kosna yah bahut hi buri aadat hoti hai ya iska sidha asar aapke subconscious mind yani ki bhitari man par padta hai. Our agar aap kisi cheez ko bar bar man me dohrate hai to vohi aap ban jate hai. Isiliye khud ko hamesa achha kehna chahiye na ki kosna chahiye. is duniya me aapka koi nahi hai es tarah ke ghise pite words se bahar nikaliye aur self care karna sikhiye. kyoki aapke baad aapka parivar ka kya hoga yah aapka jarur sochana hai.

> Read Also - Safal Hone Ke Raaste, सफल होने के रास्ते. Safalata Ka Mantra.



  • Sapno ka picha karna na chhode.


Ham chhotasa failure aate hi apna Dream chod dete hai. us vakt hame apna pura daur yad krna chahiye our hamne ye sapna kyo dekha ye sochna chahiye. isiliye apne sapno ka piccha datkar karna chaiye. chote mote failure ko kabhi nahi ghabrana hai kyoki har insaan ke jivan me failure to aate rahate hai.

  • Na kehne se kabhi nahi darna hai.


Hame bahot bar kuchh jaruri kam karna hota hai lekin koi hamara dost aake hame utha kar le jata hai, us vakt ham unhe mana nahi kar pate. lekin hame kaam ke vakt na kehne ki aadat dalni chahiye jisse hamara bahot sara vakt bach sake. ab vah purani mental self care chhodiye aur take care of best life.

  • Ha kehna sikhe.


Bahot bar eisa hota hai ki  hame kuchh kam hota hai our koi agar vo kam kar ke de to ham na keh dete hai. kyoki ham hichak mehsoos karte hai. isiliye hamesha jo kam ka hai, jisane sahi kaary kiya hai uske kaam ki tarif karna jarur sikhe.



  • Jo aapke hat me nahi hai uski chinta karna choode.


Ham hamesha kuchh na kuchh tension me hote hai yar ye kya ho gaya vo kya ho gaya lekin agar ham jo cheeze control nahi kar sakte  uski chinta karna chod de isse aapki life behad khubsurat ho jayegi

  • Negativity se dur rahe.


Hame negativity se hamesha dur rehna chahiye phir vo chahe apne log ho ya phir apne vichar qki negativity hamari bahot jyada energy kha jati hai our uska sidha asar hamare man par padta hai.Top 10 self care tips

Self Care Ke Liye Jaruri.




Bahuta se Ideas aapke man me aate honge lekin upar bataye self care tips jo aapko personality develop karne me madat karenge Dosto ham eise hi chhoti chhoti cheezon se apni zindagi khubsurat bana sakte hai bas ek kadam badhane ki jarurat hoti hai.

> Read Also - 15 Best Ladki Patane Ke Tarike. Ladki Kaise Pataye In Hindi?

Last Word take care of yourself kyoki agar aap apne aap ko savarenge tabhi aage sahi jivan gujar payenge. Agar aapko hamara Self Care top 10 Points yah article accha laga ho to aapke friends relative's me jarur share kare jisse vo bhi apna vikas kar sake our facebook jaise madhyamo me bhi agar aap ye article share karte hai aap jaise hajaro log iska labh utha sakte hai.



***********



Post a Comment

0 Comments